Ajij rishton ki jo door hua karti thi,
Kahin tut chuki hai wo dosti!
Majbooti ka sikhar hua karti thi jo,
Kahin bikhar gyi hai wo dosti!!
Hamari dosti si sab fariyaad karte hai
Jab-jab teri baat hoti hai,
Hame bhi sab yaad karte hai
Teri yaari thi itni pyaari ki mujhe badal diya
Ek berukhe insaan ko bana mridul diya
Maine tujhe or teri dosti ko khuda maan liya
Rahungi tere saath hamesa ab ye thaan liya
Yaari teri meri sabse pyaari hai
Ab jo bhi mujhme pyaari hai wo inayat tumhari hai
Rang me tere yu range ki ab sab rangeena hai
Ab teri baate na karu din bhar to ye bhi tauhina hai
Jamane se ab kya darna yaar jo mere saath hai..
Chala jau kahi bhi…
Agar haathon mein haath hai!!
Jo mila tum jese doston ka saath…
Jhumti hun masti mein haathon me leke haath!!
Tujhe yaad naa hoga jab humne pehli bar haath milaya tha…
Tu bhi dar raha tha mai bhi thoda ghabraya tha…
Par ek dafa tujhe he dost banaya tha!!
Jeevan ki umar mein tashveer banao yaaron…
Aao ghul ke ghumo, naacho gaao yaaron..